शनिवार, 20 फ़रवरी 2010

रविवार, 20 दिसंबर 2009

ham kya hain?

is sansaar me jaanane ke liye bahut kuch hai,anek baatin hain bidya ke aneko sootra hain,jinhe khojane aur jaankaari praapt karane ke kai wikalp hain!anekon vigyan ayese hain,jinaki bahut kuch jaankaari manushya ki swaabhavik pravitti hai!kyon? kyese ? kab ? ke prashn har chetra me woh fnekata hai!is zigyaasa bhaao ke kaaran hi manushya abtak itana gyaansampann aur saadhansampann bana hai!sach me gyaan hi jeewan ka prakashstmbha hai!                                                                                                                           
 jaankaari ki anek wastuoin me apane aapko jaanana apani jaankaari saropari hai!
                 
jaankaari ki anek vastuon me se apane aapaki jaankaari sarwopari hai!ham baahari anek baaton ko jaanate hain ya jaanane ka praytn karate hain,par yah bhool jaate hain ki ham kya hain? apane aapake gyan praapt kiye bina jiwan kram bada danwadol anishit aur kantkakeern ho jata hai!apane vastawik swaroop ki jaankaari na hone se manushya na sochane laayak baatin sochata hai aur na karane laayak kaary karata hai!sachchi sukh shaanti ka ak hi rajmaarg hai, aur wo hai "aatmgaan !"
 -----ye vinay ke vichar hain---ise jaroor dekhin aur apani vichar mere saath saajha karein----
---VINAY.VARANASI1966@GMAIL.COM